Jama Masjid Hakeem Mir Vazirali
Friday, August 26, 2011
Friday, July 15, 2011
Shab-e-Baraat
Assalamalekum aap sab viewrs ko masjid-e-haza ki taraf se shab-e-baraat ki bohot bohot mubarak baat houn or apni duao me is masjid k har qadim ku yaad rakhiye jazakallah.
Monday, October 4, 2010
Aftab-e-Khitabat Hazrat O Allama Moulana Syed Mehmood Safi Ullah Hussaini Al Maroof Waqar Pasha Sahab.
Aftab-e-Khitabat or Aftab-e-Deccan Hazrat O Allama Moulana Syed Mehmood Safi Ullah Hussaini Al Maroof Waqar Pasha Sahab jo Jama Masjid Hakim Mir Vazirali mein har juma ko noorani khitab farmatey hain jisey sunney ke liye dur daras se loug tashreef latey hain aap ka khitab 1:45 p.m. ku shuru ho kar 2:30 ko iqtetam par hota hain aap ki khidmat is masjid me alhamdurillah 15 saal se aap khitab farmarahe hain.
Alhamdurillah is bayan ka live telecast CCN channel and Nisha channel par horaha hain or is kay ilave aap kay bayan kay CD'S Mehmood Series Ali jah kotle par dastiyab hain.
Vazir ali masjid kay commety members ko aap ka khitab par faqr mehsoos kartey hain kay Aftab-e-Deccan is masjid mein khitab farmatey hain or Ulma-e-Ikraam farmatey hain kay is masjid par Badey Peer ki Nazr-e-karm hain or yeh Ahle Sunnat Ul jamat ki markazi masjid hain
Aap Aftab-e-Khitab Hazrat Khaja Mehboob Allah Rh. kay par potrey hain.
Aap Hazrat se guzarish hain kay har juma aap ka khitab sunney kay liye har juma masjid -e-vazirali tashreef layeh jo shaher hyderabad ki badi masjid Macca Masjid kay baad ishi masjid ka shummar hota hain

Imam O Khateeb of Jama Masjid Hakeem Mir Vazir Ali Sahab.
Hafez O Qari Mohammed Shabbir Ahmed Yaqoobi Quadri Chisti Sahab the Imam O Khateeb of Jama Masjid Hakeem Mir Vazir Ali Sahab jo 16 saal se masjid k imamat kar farma rahe hain jo Jamia Nizamia k taleeb-e-ilm thay or ab wahan kay ustaad hain or aap ko haaj-e-akbari ki sahadat naseeb hui..
Aap Hazrat Mohammed Yaqoob Quadri Chisti kay haath par bait ki hain or aap kay hazrat Shah Noori Shah Sahab RH. kay murid or khalifa bhi hain.
Vazizali Masjid me juma ke din 14000-1500 hazar musalli namaz padhtey hain or har juma ko baad namaz-e-fajr naat ki mehfil hoti hain jis me hyderabad key mashoor sana khan-e-mustafa baragah-e-mustafa me naat-e-shareef pesh karne ki sahadath hasil kartey hain alhamdurillah is key ilawa ramzan shareef ki mukammil purey remzan me roz aana baad namaz-e-fajr naat-e-shareef ki mehfil hoti hain jis me hyderabad key mashoor sana khan-e-mustafa bargan-e-mustafaf me naat-e-shareef pesh karne ki sahadath hasil kartey hain
Ramzan shareef ki amad se pehle hi masjid kay arkaan masjid ki safai me lagjatey hain or alvida juma k din ramzan ko bohot hi aachi tarah se alvida kya jata hain alhamdurillah.

Subscribe to:
Posts (Atom)